Category Archives: Nazm

teen manzar

  • Share/Bookmark
Posted in Faiz Ahmad Faiz, Nazm | 2 Comments

Intezaar

Faiz ki ek behtareen nazm haazir hai:

  • Share/Bookmark
Posted in Faiz Ahmad Faiz, Nazm | 6 Comments

aaj bazaar mein pa-bajolaaN chalo

aaj baazaar meiN pa-bajolaaN chalo

Faiz Ahmad Fiaz

chashm-e-nam, jaan-e-shoreeda kaafi naheeN
tohmat-e-ishq-e-posheeda kaafi naheeN
aaj baazaar meiN pa-bajolaaN chalo

dast afshaaN chalo, mast-o-raqsaaN chalo
khaak bar~sar chalo, khooN ba~damaaN chalo
raah takta hai sab shaihr-e-janaaN chalo

haakim-e-shaihr bhi, majma’-e-aa’m bhi
teer-e-ilzaam bhi, saNg-e-dushnaam bhi
subh-e-nashaad bhi, roz-e-nakaam bhi

in ka damsaaz apne siva kaun hai
shaihr-e-janaaN meiN ba~safa kaun hai
dast-e-qaatil ke shayaaN raha kaun hai

rakht-e-dil baaNdh lo, dil~figaaro chalo
phir hameeN qatl ho aayeN yaaro, chalo! Continue reading

  • Share/Bookmark
Posted in Faiz Ahmad Faiz, Nazm | Leave a comment

puraani kitaab meN rakhi tasveer se baateN-Noshi Gillani

  • Share/Bookmark
Posted in Nadia, Nazm, Noshi Geelani | 1 Comment

fankaar

fankaar – Sahir Ludhiyanvi

maiN ne jo geet tire piyaar ki khaatir likkhe
aaj un geetoN ko baazaar meiN le aaya hooN Continue reading

  • Share/Bookmark
Posted in Nadia, Nazm, Saahir Ludhiyanvi | 5 Comments

saza

  • Share/Bookmark
Posted in Jaun Eliya, Nazm | 4 Comments

dard gar aadmi hota

“dard gar aadmi hota”
(Farhat Abbas Shah) Continue reading

  • Share/Bookmark
Posted in Farhat Abbas Shah, Nazm | 2 Comments

mere sar ki qeemat

“mere sar ki qeemat”

jab maiN ne kaha
tum se mohabbat karta hooN
jaanta tha
vehshi mire peechhe bhaageN ge
zehr meiN Doobe hue neze le kar Continue reading

  • Share/Bookmark
Posted in Nazar Qabani, Nazm | Leave a comment

saaqi naamah

saaqi naamah

Amjad Nabeel

Iqbal ki ye nazm unki kitaab baal-e-jibreel meiN maujood hai. baal-e-jibreel 1935 meiN manzar-e-aam per aaii. aur ye nazm taqreeban 1934 se 35 ke darmiyaani arse meiN likhi gayee.

yooN to Iqbal ka taqreeban saara kalaam hi ishq-e-Haqeeqi per mabnee hai, magar is kitaab “baal-e-jibreel” ka saara kalaam soofiyaana raNg ka hai. jaa.ba.jaa aisi nazmeN aur ghazleN haiN jin meiN Iqbal ne Allah se khitaab kia hai. aur bahot se maqaamaat per musalmaanoN ko be.daar karne ke liye banda-e-momin ko mukhaatib kia hai. Continue reading

  • Share/Bookmark
Posted in Allama Iqbal, Amjad Nabeel, Islam, Mazaameen, Nazm | Leave a comment

faroguzaasht

Ibn-e-Insha: faroguzaasht Continue reading

  • Share/Bookmark
Posted in Ibn-e-Insha, Nazm | 4 Comments