aaj bazar meiN

June 7, 2009

  • Share/Bookmark

raat eik mehfil meiN

June 7, 2009

raat eik mehfil meiN

  • Share/Bookmark

chaand chehra sitaara aaNkheN

June 7, 2009

  • Share/Bookmark

Ghazal: bohat chup ho shikaayat chhoR di kya?

June 1, 2009

bohat chup ho shikaayat chhoR di kya?

Liaquat Ali Asim sahib ki eik khoobsoorat ghazal:

bohat chup ho shikaayat chhoR di kya?
rah-o-rasm-e-mohabbat chhoR di kya?

yeh kya andar hi andar bujh rahay ho
havaaoN se raqaabat chhoR di kya?

manaatay phir rahay ho har kisi ko
khafa rehnay ki aadat chhoR di kya?

liyay baiThi haiN aaNkheN aansuooN ko
sitaaaroN ki sayaahat chhoR di kiya?

ghubaar-e-shaihr ki kiyuN baiTha hua hai
mire aahu nay vehshat chhoR di kya?

faqeeroN ki taraf aanay lagay phir
numaaish-gaah-e-shohrat chhooR di kya?

mire kamray ko ma’bad kehnay vaali
kahaaN hai tu ibaadat chhoR di kya?

yeh duniya to naheeN maanay gi Asim
magar tum ne bhi hujjat chhoR di kya?

  • Share/Bookmark

Indoor Plant

July 27, 2008

Zarqa Mufti sahiba ki eik khoobsoorat nazm:

Indoor Plant

  • Share/Bookmark

kisay vakeel kareN, kis se munsifi chaaheN?

April 9, 2008

kisay vakeel kareN?

  • Share/Bookmark

baRe be aabroo ho kar

February 27, 2008

musharraf ki be-aabrooii
musharraf ki be-aabrooii

  • Share/Bookmark

naa-deeda mohabbat ki aakhri nazm – Noshi Gilani sahiba ki nazm

February 10, 2008

Noshi Gilani ke apne haath se likkhi hui nazm:

naa-deeda mohabat ki aakhri nazm

  • Share/Bookmark

ajeeb khvaahish hai – Noshi Gilani

February 2, 2008

ajeeb khvaahish hai – Noshi Gilani

  • Share/Bookmark

midya`ee-lashkare

January 12, 2008

midya`ee-lashkare

  • Share/Bookmark