mushkil kahaN the tark-e-mohabbat ke marHale..

October 25, 2007

  • Share/Bookmark

kitne hi sakht maqaam aaye magar jaan-e-faraz

October 25, 2007

  • Share/Bookmark

tui ilaaj nahiN meri har udaasi ka-aik sher

September 8, 2007

maiN tujh se kaise kahooN yaar-e-meharbaaN mere
ke tuu ilaaj nahiN meri har udaasi ka

  • Share/Bookmark

koi tere siwa bhi ho..

July 30, 2007

yah kya ke aik taur se guzre tamaam umr
ji chaahta hai ab koi tere siwa bhi ho

–Nasir Kazmi

  • Share/Bookmark

ai yaad-e-dost..aik sher

July 11, 2007

ai yaad-e-dost aaj to jii bhhar ke dil dukhaa
shaayed yah raat hijr ki aaye na phir kabhii

–nasir kaazmi

  • Share/Bookmark

Jaun Eliya ke do asha’ar

June 2, 2007

sab yahi mujh se poochte haiN ke tuu
kyuN sudhhaare nahiN sudhhartaa hai

eliya jaun kuchh nahiN kartaa
sirf khushbuu meN rang bhartaa hai

null

  • Share/Bookmark

ham apne aap se bichhRe to phir kahaaN hoN ge

March 16, 2007

udaas dil ka Thikaana kisi ko kya maa’loom
ham apne aap se bichhRe to phir kahaaN hoN ge

  • Share/Bookmark

valah kahaaN aap, kahaaN aap ki tasveer

March 15, 2007

go husn naheeN is meiN bhi kam aap ka lekin
valah kahaaN aap, kahaaN aap ki tasveer

  • Share/Bookmark

vafa ke shaihr ka rasta ajeeb tha kitna

March 14, 2007

qadam qadam pe jama tha musaafiroN ka lahoo
vafa ke shaihr ka rasta ajeeb tha kitna

  • Share/Bookmark

nikli baroon-e-shaihr to baarish ne aa liya

March 13, 2007

kaaghaz ke phool sar par saja kar chali hayaat
nikli baroon-e-shaihr to baarish ne aa liya

  • Share/Bookmark