Category Archives: Islam

The road to Jerusalem (via Lebanon)

The road to Jerusalem (via Lebanon) Inspired by al-Qa’ida, a hitherto little-known militant group is behind the outbreak of bloody violence which has left scores dead By: Robert Fisk They came into Lebanon last summer when the world was watching … Continue reading

  • Share/Bookmark
Posted in Islam, Robert Fisk | Leave a comment

saaqi naamah

saaqi naamah

Amjad Nabeel

Iqbal ki ye nazm unki kitaab baal-e-jibreel meiN maujood hai. baal-e-jibreel 1935 meiN manzar-e-aam per aaii. aur ye nazm taqreeban 1934 se 35 ke darmiyaani arse meiN likhi gayee.

yooN to Iqbal ka taqreeban saara kalaam hi ishq-e-Haqeeqi per mabnee hai, magar is kitaab “baal-e-jibreel” ka saara kalaam soofiyaana raNg ka hai. jaa.ba.jaa aisi nazmeN aur ghazleN haiN jin meiN Iqbal ne Allah se khitaab kia hai. aur bahot se maqaamaat per musalmaanoN ko be.daar karne ke liye banda-e-momin ko mukhaatib kia hai. Continue reading

  • Share/Bookmark
Posted in Allama Iqbal, Amjad Nabeel, Islam, Mazaameen, Nazm | Leave a comment

jamaal-e-ishq-o-masti

jamaal-e-ishq-o-masti nae navaazi jalaal-e-ishq-o-masti bay.niaazi kamaal-e-ishq-o-masti zarf-e-Haider zavaal-e-ishq-o-masti Harf-e-Razi

  • Share/Bookmark
Posted in Allama Iqbal, Amjad Nabeel, Islam, Mazaameen | Leave a comment