Archive for January, 2007

maiN na hota to koi aur tumhaara hota..

Wednesday, January 24th, 2007

mujh ko yah soch hi kaafi hai jalaane ke liye
maiN na hota to koi aur tumhaara hota

Umr kaT.ti hai unn ki kaanToN pe..

Wednesday, January 24th, 2007

umr kaT.ti hai unn ki kaanToN pe
phool rakhtay haiN jo kitaaboN meN

aaj ka she’r

Wednesday, January 17th, 2007

aaj ka she’r

Friday, January 12th, 2007

baRha deti haiN umroN ko najaane yeh kitaabeN kiyuN
maiN ChhoTa tha magar sar pe kaii sadioN ka saaya tha

Feed